Kahan itni sazaein theen
Hazaron ghar howe roshan jo mera dil jala Mohsin,
Faqt ek lafz-e-MUHABBAT ki hum ne bheek maangi thi
Tars gaye khushi ko hum mili hai ye saza Mohsin,
Sakoon-e-zindgi chhora teri ek zaat ki khatir
Magar phir bi meri chaht se tum ko hai gila Mohsin,
Ye dil toota howa le kar main kis k pass jaoun ga
K kon hai wo kare ga jo mere dil ki dawa Mohsin,
Teri aankhen, teri saansen, tera chehra teri dharkan
Mein kese bhool paoun ga teri har ek adaa Mohsin,
Kisi ko kya khabr mujh par k har pal kya guzrti hy
Meri saari kahani ka hy tu hi aashna Mohsin..!
—•٠•● Am¥ ßØ¥ ●•٠•—
Meri mohabbat
Meri mohabbat ki koi misaal nahi hai
Main kesy keh doun ke tu meri jaan nahi hai
Main giraftaar houn teri mohabbat mein lekin
Ek ye bhi sach hai tu mera imaan nahi hai
Main tumko padhta houn tumko poojta houn
Har chehra tujh jaisa aaina nahi hai
Ae dil tu mujhe apne aaghosh mein le le
Meri to khud apni koi pahchan nahi hai
Tu jaan bhi maange to hans ke tujhe de doun
YASER mujhe ab jeene ka koi imkaan nahi hai
YASER mujhe ab jeene ka koi imkaan nahi hai
Subscribe to:
Posts (Atom)