Mausam mast hai… Mahool zabardast hai… Eid ki taiyaari main sab vyast hain… Socha tha call kar ke wish kar dain… Par pata chala…. “Iss route ki sabhi lineain vyast hain” “Happy Eid”
Kash hum ek sms hotay bas ek click me aap ke paas hotay Mana k aap hamay delete kar letay lekin kuch dair k liye To hum aap ke paas hotay or bari khushi say kehtay Eid mubarak
ap ny kya socha
pigham nahi ayega
socha yeh dost apko
yunhi bhool gye ga
yeh to adat hai ‘humari satany ki
warna
itna piyara
dost
EID
pr
kn
bhulana
chahye
ga……..
usay khna k loat ao suna h eid ayi hai ek br tu a kr mil jao suna h eid ayi hai usay khna k bin tere bohat eiden guzri hn is br tu milny a jao suna h eid ayi hai usay khna judai se muhabat kam nhi hoti ye dunia ko batla jao k suna h eid ayi hai usay khna k chaht ka bhram na totane dena tum pal do pal hi a jao suna h eid ayi hai usay khna k tanha hi koi eid k din b ye tanhai mita jao suna h eid ayi hai
Har baar ki tarah is bar bhi ansu bahaon ga, Suno logo, mein eid nahin manaoon ga, Sahu’on ga gham akele chupke chupke, Zakham apne na kisi ko dikhaon ga, Suno logo, mein eid nahin manaon ga. lage gi mehndi hathon per, urti phiren gi titliyaan Mein ponch ke ankhen, chup chap se so jaaon ga Suno logo, mein eid nahin manaon ga. Jis haal mein hoon mein, bohat khush-haal hoon mein Zamaney bhar se acha hon, aag kahin na lagaon ga Suno logo, mein eid nahi manaaon ga.
Pholon ko jis trha bhanwre milte hyn Aao is ?eid? pe hum b kahin milte hyn Apni is chahat ko Pyar bari rafaqat ko Sachi lagan ka rang dete hyn, Dunia k liye apni mohbat ko misal krte hyn Rawani k liye jese darya samandar me khud ko pamal krte hyn Phool jese gulshan se wafa nibane hr bar nikalte hyn Aao is eid pe hum b kahin milte hyn ?