(1)
Sar jukaogay to, pathar bhi devta ho jayega,
Itna mat chaho usay, woh be-wafa ho jayega...
(2)
Kismat se apni sabko shikayat kyo hai?
Jo nahi mil sakta usi se Mohabbat kyo hai?
Kitne kaayein hai dokhae in rahon mein,
Phir bhi dil ko usi ka intezar kyo hai

(3)
hum ne apne dil se kha use yaad karne chhod de,
tab mera dil se awaaz aayi,
who tumari saans mey basi
kya saans se lena chhod de
hum ne apne dil se kha use yaad karne chhod de,
tab mera dil se awaaz aayi,
who tumari saans mey basi
kya saans se lena chhod de
(4)
Is se badi berukhi aur kya hogi
is se badi berukhi kya hogi
ik mudat se usne hume sataya bhi nahin.
Is se badi berukhi aur kya hogi
is se badi berukhi kya hogi
ik mudat se usne hume sataya bhi nahin.
(5)
Hontho ki juban ye ansoo kehete hain
Jo chup rete hai fir bhi behete hain
Aur in aasuon ki kismat to dekhiye
Ye unke liye behte hain jo in ankhon mein rehte hain
Hontho ki juban ye ansoo kehete hain
Jo chup rete hai fir bhi behete hain
Aur in aasuon ki kismat to dekhiye
Ye unke liye behte hain jo in ankhon mein rehte hain
(6)
Khuda ki banai kudrat nahi dekhi,
Dilon mein chuppi doulat nahi dekhi....
Jo bhi kehta hai duriyonse mittati hai dosti,
Usne shayad hamari dosti nahi dekhi
Khuda ki banai kudrat nahi dekhi,
Dilon mein chuppi doulat nahi dekhi....
Jo bhi kehta hai duriyonse mittati hai dosti,
Usne shayad hamari dosti nahi dekhi
(7)
Bhoole hain rafta-rafta unhe muddaton ke baad..
Bhoole hain rafta-rafta unhe muddaton ke baad..
ke kishton mein khudkushi ka mazaa hamse puchiye..!
Bhoole hain rafta-rafta unhe muddaton ke baad..
Bhoole hain rafta-rafta unhe muddaton ke baad..
ke kishton mein khudkushi ka mazaa hamse puchiye..!
(8)
Na jaa raah main yun akela chod kar,
Tod denge ye dil tera ja rahi hain
Jinke saath tu dil mera tod kar.
Na jaa raah main yun akela chod kar,
Tod denge ye dil tera ja rahi hain
Jinke saath tu dil mera tod kar.
(9)
Kaise kahe ke aap kitni khubsurat hain,
Kaise kahe ke hum aap pe marte hain,
Yeh to sirf mera dil hi janta hain,
Ki aap pe hamari jawani qurban karte hai...
Kaise kahe ke aap kitni khubsurat hain,
Kaise kahe ke hum aap pe marte hain,
Yeh to sirf mera dil hi janta hain,
Ki aap pe hamari jawani qurban karte hai...
(10)
Dil ko kya ho gaya khuda jaane,
yon hai aisa udaas kya jaane
Yeh diya maine dil apna
Baaki hum jaane ya khuda jaane..
Dil ko kya ho gaya khuda jaane,
yon hai aisa udaas kya jaane
Yeh diya maine dil apna
Baaki hum jaane ya khuda jaane..