Kash koi khushiyon ki dukan hoti,
usse hamari kuch pehchan hoti,
Lelete tumhare liye sari khushiyan...
Kimat chahe uski hamari Jaan hoti.

Doston maut se darta kaun hai,
Pyar ho jata hai darta kaun hai,
Tum jaise Dost par to dunia kurban hai,
aur tum puchhte ho ki hum par marta kaun hai.

Dosto k liye ye Dosti ki saugat hogi,
naye log honge nayi baat hogi,
Hum har haal me Muskurate rahenge...
agar tumhari Dosti humare sath hogi.

Ek pal ki ye baat nahi, do pal ka ye sath nahi,
vaise to jindgi ek safar c ban gayi hai...
par e mere Dost wo safar hi kya jisme aapka sath nahi.

Jindgi me khushiyan tamaam aaye,
Khilti baharo par tera naam aaye,
Koi puchhe jab tumse Dost ki Paribhasha...
tere honto pe sirf mera naam aaye...

Roshni ho to diya jalta hai,
Shamma ho to parwana jalta hai,
Rishte na ho to Dil jalta hai,
Aur aap jaise Dost ho to Jamana jalta hai...

jaroorat hi nahi alfaaz ki, Dosti to cheez hai bus ehsaas ki,
paas hote to manzar hi kya hota...
duur se bhi khabar hai hume aapki har saans ki.

Islamic Architecture Around the World (Wallpapers)