Karz Jindagi me chukana nahi hota,
ehsan Jindgi me jatana nahi hota,
bus Salamat rahe apni ye Dosti,
kyonki ye wo Rishta hai jo kabhi purana nahi hota.