Chand sitaro se teri hi bat kiya karte hai,
hum tanhayiyo me sirf tumhe hi yaad kiya karte hai,
tum aao ya na aao marzi tumhari,
hum to har pal tumhara intezar kiya karte hai.