Sabhi Andaz-E-Husan Pyare Hain

Sabhi Andaz-E-Husan Pyare Hain.......
Hum Magar Sadgi Ke Maare Hain......
Uski Raato Ka Intkam Na Poosh........
Jisne Hans-Hans Ke Din Gujare Hain.......